Roman script

jindagi me aaye ho kuchh aise karo kaam

wo ye kare mai wo karu, vakhre vakhre kaam

ladka banata khana or ladki peeti chai

dono me hai talent or dono ka hi naam

wo o o vakhre vakhre kaam

wo o o vakhre vakhre kaam

ladka subah office jata ladki nikle sham

dunia ki sunna chhodo wo to bas hai tam jham

jindagi me aaye ho kuchh aise karo kaam

wo ye kare mai wo karu vakhre vakhre kaam

wo oo vakhre vakhre kaam

wo oo vakhre vakhre kaam

jindagi me aaye ho kuchh aise karo kaam

wo ye kare mai wo karu vakhre vakhre kaam

ladki banti piolet or ladka japta naam

apne hatho me lo tum ladkiya lagao

wo o o vakhre vakhre kaam

wo o o vakhre vakhre kaam

kuch different karna chaho to usme hai no harm

guthli me kya rakha hai tum maje se khao aam

jindagi me aaye ho kuchh aise karo kaam

wo ye kare mai wo karu vakhre vakhre kaam

boys making salad and kudi designing farm

apne dil ki sunta ja bas kabhi na jana tam

wo o o vakhre vakhre kaam

wo o o vakhre vakhre kaam

original ko banalo apna takiya kalam

aisa karke jao ke life kare salam

jindagi me aaye ho kuchh aise karo kaam

wo ye kare mai wo karu vakhre vakhre kaam

ladka banata khana or ladki peeti chai

dono me hai talent or dono ka hi naam

wo o o vakhre vakhre kaam

wo o o vakhre vakhre kaam

wo o o vakhre vakhre kaam

wo o o vakhre vakhre kaam

Explore this song