Roman script

kaise kahu ishq mein tere kitna hu betaab main

aankho se aankhe mila ke chura lu tere khwab main

kaise kahu ishq mein tere kitna hu betaab main

aankho se aankhe mila ke chura lu tere khwab main

mere saaye hai saath mein yaara jis jagah tum ho

main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho

main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho

hai ye nasha ya hai zeher

is pyaar ko hum kya naam de

hai yeh nasha ya hai zeher

is pyaar ko hum kya naam de

kab se adhuri hai ik dastaan aaja use aaj anjam de

tumhe bhulu kaise mein meri pehli khata tum ho

main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho

main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho

kya jaane tu mere iraade

le jaunga saanse chura ke

kya jaane tu mere iraade

le jaunga saanse chura ke

dil keh raha hai gunehgaar banja

bada chain hai in gunaho se aage

main gumshuda si raat hu

meri khushnuma subah tum ho

main jo jee raha hu

wajah tum ho wajah tum ho

Explore this song