Roman script

wai wai qurban o meri jaan 

wai wai qurban o meri jaan 

bado ko izzat karna chhoto ko pyar karna 

bado ko izzat karna chhoto ko pyar karna 

wai wai qurban o meri jaan 

wai wai qurban o meri jaan 

miya mila hai mujhe berange

biwi mili hai mujhe rangbirangi

miya mila hai mujhe berange

biwi mili hai mujhe rangbirangi

kisse shikayat karna 

kisse takrar karna 

kisse shikayat karna 

kisse takrar karna 

wai wai qurban o meri jaan 

wai wai qurban o meri jaan

myeke gayi to mujhe yaad karoge ji 

shadi karunga to friyaad kroge ji 

mayake gayi to mujhe yaad karoge ji 

shadi karunga to friyaad kroge ji 

shadi karunga to friyaad kroge ji 

aisi na harkat karna humse na khar karna

aisi na harkat karna humse na khar karna

bado ko izzat karna chhoto ko pyar karna 

bado ko izzat karna chhoto ko pyar karna 

wai wai qurban o meri jaan 

wai wai qurban o meri jaan

Explore this song