Roman script

khaali khaali dil

gunje tere naam se

lage saare pal nakaam se

tere bin hoon tanhaa, tanha

tujhse kahun kaise

wohi hai rashte

wohi hai ghar

wohi jeene ke samaan

tum the to jaise jinda the saare

tum bin lage bejaan

har cheej mujhse puche

tum ho kahan

faasle kyun badhe

dooriyan jab nahi

hai yakeen aaj bhi

par sukoon ab nahi

faasle kyun badhe

dooriyan jab nahi

hai yakeen aaj bhi

par sukoon ab nahi

wohi hai rashte

wohi hai ghar

wohi jeene ke samaan

dil par bhaari kadmo se chalte

tanhaayo ke hai lamhe

pheenke din aur sooni raatein

sochein tumhari hi baatein

subah ko laana shaam tak

lagta nahi aashan

khone lagi hai ab ye zindagi

khusiyon ki har pahchaan

faasle kyun badhe

dooriyan jab nahi

hai yakeen aaj bhi

par sukoon ab nahi

faasle kyun badhe

dooriyan jab nahi

hai yakeen aaj bhi

par sukoon ab nahi

Explore this song