Roman script

sach sach kehta hu kasam se wah kya cheez jawani

jis me masti hi masti ye hai wahi kahani

is mein pyar hai maza hai nasha hai

iska to jaadu hai dil pe hi chhaya hua hai

chahe koi roke tez hawa ya bahte pani ko

parjan cheej koi nahi jo bandhe jawani ko

ye hain badi chanchal ziddi alhad deewani hai

manmani karti hai ye iski nishani hai

ye hai badi chanchal ziddi alhad deewani hai

manamani karti hai ye iski nishani hai

sach sach kehta hu kasam se wah kya cheez jawani

jis me masti hi masti ye hai wahi kahani

is mein pyar hai maza hai nasha hai

iska to jaadu hai dil pe hi chhaya hua hai

chori chhupke jab aaye jawani

pankh bina ude man

bekabu hote hain arman

nache har dhadkan

chori chhupke jab aaye jawani pankh bina ude man

bekabu hote hai arman nache har dhadkan

sach sach kehta hu kasam se wah kya cheez jawani

jis me masti hi masti ye hai wahi kahani

is mein pyar hai maza hai nasha hai

iska to jaadu hai dil pe hi chhaya hua hai

sach sach kehta hu kasam se wah kya cheez jawani

jis me masti hi masti ye hai wahi kahani

Explore this song