Roman script

wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana

na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana

wafaye hamari

nahi aasan rasme hai mohabbat nibhana 

nahi aasan rasme hai mohabbat nibhana 

abhi tumne shayd nahi humko jana

abhi tumne shayd nahi humko jana

nigahe mila ke njar na churana 

nigahe mila ke njar na churana 

na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana  

wafaye hamari

nahi dil me cheda gaya hai tarana 

nahi dil me cheda gaya hai tarana 

tumhari jubaan par humara fasana 

tumhari jubaan par humara fasana 

ye raate ye baate ye mosam suhana 

ye raate ye baate ye mosam suhana 

na bhulenge hum bhi na tum bhul jana  

na bhulenge hum bhi na tum bhul jana  

na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana  

wafaye hamari

kya wafa ka hamari nahi aitbaar

sirf do din ka hai ye jwani ka pyar 

hum jawani bhi kar denge tum par nisaar 

kya kroge btao ager dil na maana 

dil to phale hi se hai najar ka nishana 

dil to phale hi se hai najar ka nishana 

na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana  

wafaye hamari

wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana

na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana

wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana

na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana  

wafaye hamari

Explore this song