Roman script

wafa se chala hai mohabbat ka naam

wafadar yaro ko mera salam

mujhe wo nazar wo ada na mili

mujhe wo nazar wo ada na mili 

mohabbat mili par wafa na mili  

mohabbat mili par wafa na mili  

bewafao ko wafa milti nahi

dard milta hai dawa milti nahi 

ke hotho se sabne lagaya mujhe 

ke palko pe sabne bithaya mujhe  

ke aankho me sabne basaya mujhe

magar dil ke andar 

magar dil ke andar jagh na mili

mohabbat mili par wafa na mili  

mohabbat mili par wafa na mili

dil me rahne ke liye dil chahiye 

dil nahi tumko to mehfil chahiye  

na koi bahana mere kam aaya 

kahi kuch huya bas mera naam aaya

mere sar pe har ek ilzam aaya

zamane ki koi,

zamane ki koi khata na mili

mohabbat mili par wafa na mili  

mohabbat mili par wafa na mili

mujhe wo nazar wo ada na mili 

mohabbat mili par wafa na mili  

bahut kam baha khun zamino ki khatir

kate sar hajaro hasino ki khatir

Explore this song