Roman script

wafa ki raah mein 
ye to jarur hona tha
wafa ki raah mein 
ye to jarur hona tha
teri talab mein mujhe 
tujhse dur hona tha 
wafa ki raah mein 
ye to jarur hona tha
fakat kharash si 
aai thi shihe dil par
fakat kharash si 
aai thi shihe dil par
magar usi se mujhe 
chur chur hona tha 
magar usi se mujhe 
chur chur hona tha 
teri talab mein mujhe 
tujhse dur hona tha 
wafa ki raah mein 
ye to jarur hona tha
batoure jade safar 
ek akeli jaan meri 
batoure jade safar 
ek akeli jaan meri 
batoure jade safar 
ek akeli jaan meri 
aur aisa daste judai 
ubur hona tha 
aur aisa daste judai 
ubur hona tha 
teri talab mein mujhe 
tujhse dur hona tha 
wafa ki raah mein 
ye to jarur hona tha
nasim apni ana 
tum hi tark kar dete 
nasim apni ana 
tum hi tark kar dete 
vo be badal tha 
use to gurur hona tha 
vo be badal tha 
use to gurur hona tha 
teri talab mein mujhe 
tujhse dur hona tha 
wafa ki raah mein 
ye to jarur hona tha
wafa ki raah mein 
ye to jarur hona tha

Song details