Roman script

wadon se nahi yaadon se nahi 

baaton se nahi pyar milta hain 

wadon se nahi yaadon se nahi 

baaton se nahi pyar milta hain 

mahbub jo dekh le ek najar 

to dil ko karaar milta hain 

haan dil ko karaar milta hain 

wadon se nahi yaadon se nahi 

baaton se nahi pyar milta hain 

mahbub jo dekh le ek najar 

to dil ko karaar milta hain 

haan dil ko karaar milta hain 

ye duniya nahi ye khushiyan nahi 

maanga tha tujhe maine rab se 

ye duniya nahi ye khushiyan nahi 

maanga tha tujhe maine rab se 

tu sath rahe din raat rahe 

chaha tha yahi maine kab se 

chaha tha yahi maine kab se 

wadon se nahi yaadon se nahi 

baaton se nahi pyar milta hain 

mahbub jo dekh le ek najar 

to dil ko karaar milta hain 

haan dil ko karaar milta hain 

do jism mile ek jaan huye 

sanso mein zara duri na rahi 

do jism mile ek jaan huye 

sanso mein zara duri na rahi 

a yaar mere palbhar ke liye 

betabi to jaye na sahi 

betabi to jaye na sahi 

wadon se nahi yaadon se nahi 

baaton se nahi pyar milta hain 

mahbub jo dekh le ek najar 

to dil ko karaar milta hain 

haan dil ko karaar milta hain

Explore this song