Roman script

main chhupa lu ya tumko bata du

dosto dil mein kya raaz hai

pyaar ke hai ajb silsile

ye nazar jo nazar se mile

kuch tumko pata to chale

kaun hai begane yaha kaun apne

waah re waah cinema yeh hai filmi aasma

dekh le jaane ja ye sitaaro ka jaha

hey ye haseen mehfil kis kadar hai jawan

waah re waah cinema yeh hai filmi aasma

dekh le jaane ja ye sitaaro ka jaha

hey ye haseen mehfil kis kadar hai jawan he he 

kya se kya hua kya yeh ho gaya

kya se kya hua kya yeh ho gaya

director boss hai uske mohre hai ham

arey director boss hai uske mohre hai ham

jaaneman wo jo kahe wahi karnge ham

waah re waah cinema ye hai filmi aasma

dekh le jaane ja ye sitaaro ka jaha

hey ye haseen mehfil kis kadar hai jawan he he

kya se kya hua kya ye ho gaya

kya se kya hua kya ye ho gaya

filmo ka magic hai pariyo ki jadugari

filmo ka magic hai pariyo ki jadugari

chehare pe chehara hai makeup mein hai har koi

waah re waah cinema ye hai filmi aasma

dekh le jaane ja yeh sitaaro ka jaha

hey ye haseen mehfil kis kadar hai jawan he he

kya se kya hua kya ye ho gaya

kya se kya hua kya ye ho gaya

kya pata kya chhupa parde ke pichhe

kya pata kya chhupa parde ke pichhe

baat ye wo samjhe parda jo khiche

waah re waah cinema ye hai filmi aasma

dekh le jaane ja ye sitaaro ka jaha

hey ye haseen mehfil kis kadar hai jawan he he

Explore this song