Roman script

waah hasi ho tauba haye apni tauba 

aankh se aankh ladi to jane kya hoga 

tumko guroor hai humko guman hai 

tumko guroor hai humko guman hai 

husn aur ishk ka ye imtehaan hai 

waah hasi ho tauba haye apni tauba 

aankh se aankh ladi to jane kya hoga 

tumko guroor hai humko guman hai 

tumko guroor hai humko guman hai 

husn aur ishk ka yahi imtehaan hai 

pyar me gurur nahi aur guman nahi 

ye ishk hai iska to koi imteha nahi 

ye deewana hai deewana ho ho ho ho 

pyar kya hai ye na jaana ho ho ho ho 

apni dhun me hai begana ho ho ho ho 

ye shmma jala degi tum jaisa parwana  

ye shmma jala degi tum jaisa parwana  

ye deewana hai deewana ho ho ho ho 

pyar kya hai ye na jaana ho ho ho ho 

apni dhun me hai begana ho ho ho ho 

ye shmma jala degi tum jaisa parwana  

ye shmma jala degi tum jaisa parwana  

mohabbat me to jalke perwane ka naam hota hai

shama ansu bahati hai yahi anjam hota hai 

mohabbat me to jalke perwane ka naam hota hai

shama ansu bahati hai yahi anjam hota hai 

o meri jaan mujhko jala de pyar ki yahi ada

o meri jaan mujhko jala de pyar ki yahi ada

Explore this song