Roman script

vado ki sham aayi yaaron ke naam aayi

chhalkati jam aai diwano vado ki sham aai 

yaaro ke naam aai chhalkati jam aai diwano

pyase dilo ki ye bekrari pyase dilo ki ye bekrari 

kya rang layi diwano haa haa 

vado ki sham aai yaaron ke naam aai

chhalkati jam aai diwano

dil ho amir ya garib ka dil 

use mile jiske nasib ka dil 

dil ho amir ya garib ka dil 

use mile jiske nasib ka dil 

dil se dil milane ka raz ye tum kya jano

vado ki sham aai yaaron ke naam aai

chhalkati jam aai diwano vado ki sham aai la la 

yaaron ke naam aai la la chhalkati jam aai diwano diwano

kabhi mile kabhi majbur huye

dil se na kabhi tum dur hue

la la lala kabhi mile kabhi majbur hui

dil se na kabhi tum dur hue

sadiyo se tum ho mere mano ya na mano

vado ki sham aai yaaro ke naam aai

chhalkati jam aai diwano

vado ki sham aai yaaro ke naam aai

chhalkati jam aai diwano

ho oo ho oo dil kahen pal ye thaher jayen

raat na dhale na sahar aaye

ho ho ho dil kahe pal ye thaher jaye

raat na dhale na sahar aaye

is pal me kya hai nasha 

tum jano main janu vado ki sham aai 

yaaro ke naam aai chhalkati jam aai diwano

pyase dilo ki ye bekrari kya rang lai diwano ha ha 

vado ki sham aai yaaro ke naam aai

chhalkati jam aai diwano

Explore this song