Roman script

Jism mein tha tu jaan ke jaise

Aise kaise dono kho gaye

Aaya tujhe na ishq nibhana

TUM bhi auron jaise ho gaye

Nahi yeh nahi yeh toh

Nahi hone wala tha na

Kaise dono bichhad gaye

Waade saare kidhar gaye

Kaise dono bichhad gaye

Yeh toh nahi hone wala tha na

Dil se kaise utar gaye

Ek dard ka samandar tanha main jiske andar

Jahan gham har dam dil mein chubhta rahe

Bhigi hui yeh aankhein kahan chhoda tumne laake

Ye zakhm hai sitam tumse humdum mile

Maangu ab toh main rab se bas yahi

Mar jayenge na milenge phir kabhi

Yeh toh nahi hone wala tha na

Waade saare kidhar gaye

Kaise dono bichhad gaye

Vaade saare kidhar gaye

Kaise dono bichhad gaye

Mera dil meri jaan jaise jalta jahan

Sab kuch mera barbaad hua

Ho gaya hai juda jo tha mera khuda

Jaise jism se rooh azaad hua

Waade saare kidhar gaye..

हिंदी में गीत

जिस्म में था तू जान के जैसे

ऐसे कैसे दोनों खो गए

आया तुझे ना इश्क़ निभाना

तुम भी औरों जैसे हो गए

नहीं ये नहीं ये तो

नहीं होने वाला था ना

कैसे दोनों बिछड़ गए

वादे सारे किधर गए

कैसे दोनों बिछड़ गए

ये तो नहीं होने वाला था ना

दिल से कैसे उतर गए

एक दर्द का समंदर तन्हा मैं जिसके अंदर

जहाँ ग़म हर दम दिल में चुभता रहे

भीगी हुई ये आँखें कहाँ छोड़ा तुमने लाकर

ये ज़ख़्म है सितम तुमसे हमदम मिले

माँगूँ अब तो मैं रब से बस यही

मर जाएँगे ना मिलेंगे फिर कभी

ये तो नहीं होने वाला था ना

वादे सारे किधर गए

कैसे दोनों बिछड़ गए

वादे सारे किधर गए

कैसे दोनों बिछड़ गए

मेरा दिल मेरी जान जैसे जलता जहाँ

सब कुछ मेरा बर्बाद हुआ

हो गया है जुदा जो था मेरा ख़ुदा

जैसे जिस्म से रूह आज़ाद हुआ

वादे सारे किधर गए..

Explore this song