Roman script

Kahin mile toh usse ye kehna

Gaye dino ko bhula raha hoon

Woh apne waade se phir gaya hai

Main apne waade nibha raha hoon

Teri yaadon mein dil ro raha hai aaj kal

Mujhko ye dard mehsoos ho raha hai har pal

Kaise bataaun iss dard ko

Kaise chupaun ashq aankhon ke

Kahin mile toh usse ye kehna

Na dil main koi malaal rakhe

Hamesha apna khayaal rakhe

Kahin mile to usse ye kehna

Bechain sa hai dil be-basi ka hai har pal

Meri aankhon ko bas tera intezaar aaj kal

Kaise bataaun

Iss dard ko

Kaise chupaaun

Ashq aankhon ke

Rukte nahin jo teri yaad main ho..

Mar jayenge hum tere baad mein mm..

Socha na tha kabhi

Mera dil bhi hoga darbadar

Teri yaadon mein dil ro raha hai aaj kal

Kisko sunaye dil ka haal yeh ho..

Kaise chupaye apna pyaar yeh mm..

Kahin mile to use ye kehna

Gaye dino ko bhula raha hoon

Woh apne waade se phir gaya hai

Main apne waade nibha raha hoon

Explore this song