Roman script
vaada hai ye, vaada hai ye vaada hai ye, tujhase ha mere sanam vaada hai ye, vaada hai ye vaada hai ye, tujhase ha mere sanam teri dhadkano ki kasam jab tak hai dum me dum ye pyar na hoga kam vaada hai ye, vaada hai ye vaada hai ye, tujhase ha mere sanam teri dhadkano ki kasam jab tak hai dum me dum ye pyar na hoga kam vaada hai ye, vaada hai ye main had se bhi zyada bas tumse pyaar karta hun tanhaa tassvur me chaahat ke rang bharta hu bilkul hakiqat hain ye samjho na isko bharam ye pyar na hoga kam vaada hai ye, vaada hai ye vaada hai ye, tujhase ha mere sanam tere bina zindagi ek pal bhi ab gavaara nahi chaahun main jaise tujhe chahega tujhe koi nahi teri chahato ke liye lungi hazaaron janam ye pyar na hoga kam vaada hai ye, vaada hai ye vaada hai ye, tujhase ha mere sanam teri dhadkano ki kasam jab tak hai dum me dum ye pyar na hoga kam vaada hai ye, vaada hai ye vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Vaada (2005)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sameer
- Actor: Arjun Rampal
- Actor: Amisha Patel
- Actor: Zayed Khan
- Actor: Alok Nath
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Virendra Saxena
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Sarfaraz Khan
- Actor: Anjan Srivastava
- Actor: Rajesh Vivek
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Anil Saxena
- Actor: Kuldip Sharma
singer: Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu
actor: Amisha Patel, Arjun Rampal, Zayed Khan