Roman script

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare, vrat tumhara jo kare

solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

maiya uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

jai ma, jai ma, jai ma, jai ma

jai ma, jai ma, jai ma, jai ma

meve paide ke ye chadave tumko na lalchaye

bas gud aur chane hi mata man ko tumhare bhaye

ho maiya man ko tumhare bhaye

meve paide ke ye chadave tumko na lalchaye

bas gud aur chane hi mata man ko tumhare bhaye

ho maiya man ko tumhare bhaye

itne me hi bhar deti ho 

ha itne me hi bhar deti ho sabke tum bhandar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

maiya uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

tumko koi kya dega ma tum ho dene wali 

raja dhani kuber tumhare dar pe sabhi sawali 

o maiya dar pe sabhi sawali 

tumko koi kya dega ma tum ho dene wali 

raja dhani kuber tumhare dar pe sabhi sawali 

o maiya dar pe sabhi sawali 

jag ki sirjhan har tumhi ho

jag ki sirjhan har tumhi ho tum ho palanhaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

ho maiya uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

jai ma, jai ma, jai ma, jai ma

jai ma, jai ma, jai ma, jai ma

vrat tumhara man ko sachi shakti deta mata

ye vrat karke har ek parani daras tumhare pata

o maiya darash tumhare pata

vrat tumhara man ko sachi shakti deta mata

ye vrat karke har ek parani daras tumhare pata

o maiya daras tumhare pata

vrat tumhara banta maiya

ha vrat tumhara banta sache jivan ka aadhar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

maiya uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

yug yug ki sacchai hai jo jane ye jag sara 

vrat tumhara andhiyare me le aata ujiyara 

o maiya le aata ujiyara

yug yug ki sacchai hai jo jane ye jag sara 

vrat tumhara andhiyare me le aata ujiyara 

o maiya le aata ujiyara

karte hai parnam mata

karte hai parnam mata tumko barambar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

ho maiya uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

vrat tumhara jo kare solah shukarwaar

ma santoshi karti ho tum uska beda par

Explore this song