Roman script

vo dekhe to unki inayat, na dekhe to rona kya
vo dekhe to unki inayat
vo dekhe to unki inayat, na dekhe to rona kya
jo dil gair ka ho, uska hona kya aur na hona kya
vo dekhe to unki inayat
ah ha ha  oh ho ho  la la la 
ishq dilo ka mel hai pyare, ye nazaro ka khel nahi
ishq dilo ka mel hai pyare, ye nazaro ka khel nahi
ye nazaro ka khel nahi
jab tak do dil ek na ho le, dil ki lagi ka rona kya
jab tak do dil ek na ho le
haiya ho haiya, haiya ho haiya, haiya ho haiya
ishq ki bazi sidhi bazi, dil jito aur dil haro
ishq ki bazi sidhi bazi are bazi
bazi bazi bazi bazii bazi bazi
ishq ki bazi sidhi bazi, dil jito aur dil haro
dil jito aur dil haro
is saude me o dilavalo, pana kya aur khona kya
vo dekhe to unki inayat, na dekhe to rona kya
vo dekhe to unki inayat

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle

actor: Dev Anand, Sheela Ramani