Roman script

mohabbat meri kyu pyasi hui
to gahri meri udasi hui
jindagi jindagi me hai tum bin
ye viraniya ye viraniya
ye viraniya
suni suni sare rashte hai 
suni manjil hai jana
suni suni si meri aankhe hai
suna ye dil hai jana
tujhe ghere hai sirf tanhaiya
mere dil me hai sirf khamoshiya
jindagi jindagi me hai tum bin
ye viraniya ye viraniya
ye viraniya
ye viraniya

Song details

Song video

Watch on YouTube