Roman script

waqt thoda sa abhi, kuch aur guzar jane de

dil me uthta huya tufan, thahar jane de

aur thodi der, dekh lene de ye chehra

zindagi bhar ki thkan, dil se utar jane de

waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de

teri masum jawani ka hai, ehsas mujhe

phir bhi baitha le ghadi bhar ke liye, pas mujhe rani

tan ki duri na rahe, man ka milan ho sacha

pyar ki aag me tan man ko nikhar jane de

waqt thoda sa abhi, kuch aur guzar jane de

dil me uthta huya tufan, thahar jane de

aur thodi der, dekh lene de ye chehra

zindagi bhar ki thkan, dil se utar jane de

waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de

teri aankho ke kamal chum lu to chain mile 

teri baho me zara jhum lu to chain mile raja

chand ghadiya mil gayi jo zindagi se humko

apni baho ki pnaho me guzar jane de

waqt thoda sa abhi, kuch aur guzar jane de

dil me uthta huya tufan, thahar jane de

aur thodi der, dekh lene de ye chehra

zindagi bhar ki thkan, dil se utar jane de

waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de

Explore this song