Roman script

vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai

ho rahega jo hone vaala hai, jo hone vaala hai

din to ye bhi guzar jaayega par ye lamha guzarta nahi

aag hi aag hi aag hai phir kyun suraj pighalta nahi

daag dhone se jaate nahi dard rone se ghatataa nahi

vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai

vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai

nind me saas lete to hai khvaab jaage to mar jaate hai

bebasi hai badi bebasi apne saaye se dar jaate hai

kaun kisase shikayat kare

kaun kisase shikayat kare jo likha hai vo mitataa nahi

vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai

ho rahega jo hone vaala hai, jo hone vaala hai

vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai

vaqt ka saaya kisne taala hai, ho rahega jo hone vaala hai

Explore this song