Roman script

mere preet laavjo mhaari hath valida

pan velera tam aavjo mhaara valam valida

tam lal no dariyo hove tarsa valida ki velera tam aavjo

ho tera piya itna haseen kaise mujhse poochhe aaina

mera hi hai kya ye naseeb ab bhi yakeen aaye na

main teri nazar utaru tujhe jag se sambhalu

koyi aanch tujhpe aaye na

tujhe jitna main pyar karun yaara kisi aur se na kiya

ho tujhe toot ke jo maine nahi chaaha to pyar hi kya kiya ho

tujhe jitna main pyar karun yaara kisi aur se na kiya

mere preet laavjo mhaari hath valida

pan velera tam aavjo mhaara valam valida

tam lal no dariyo hove tarsa valida

ki velera tam aavjo ho resham ke dhaage pedo pe bandhe

maine kahan the kabhi par aasman mein apne sitare

jud hi gaye phir bhi main teri nazar utaru

tujhe jag se sambhalu koyi aanch tujhpe aaye na

tujhe jitna main pyar karu yaara

kisi aur se na kiya ho tujhe toot ke 

jo maine nahi chaaha to pyar hi kya kiya ho

mere preet laavjo mhaari hath valida

pan velera tam aavjo mhaara valam valida

tam lal no dariyo hove tarsa valida

ki velera tam aavjo

Explore this song