Roman script

uyi maa machhariya ke hai mardwa

hoye main chhokariya ke

ho main chhokariya ke jaalwa me

kaise aa gayo

ho main chhokariya ke jaalwa me

kaise aa gayo

ho bina shaadi sasuralwa me

kaise aa gayo re

main chhokariya ke

ho main chhokariya ke jaalwa me

kaise aa gayo

pahle tune nainwa se nainwa milyi ke 

nainwa milyi ke, meri nindiya udayi ke

nindiya udayi ke, mora chaina churai ke

jaise sab aate hai, tu waise aa gayo re

tu chhokariya ke

tu chhokariya ke jaalwa me

aise aa gayo

tu chhokariya ke jaalwa me

aise aa gayo

chikni chikni kori kaaya

fislat jaye najariya, ha oye hoye

chikni chikni kori kaaya

fislat jaye najariya

nainan ki gahri nadiya

duba tora sanwariya

thande thande paniya, dekh ke jawaniya rama

dekhat dulhaniya main ghabrayi gayo re

main chhokariya ke

main chhokariya ke jaalwa me

kaise aa gayo

ho main chhokariya ke jaalwa me

kaise aa gayo

manwa ki kutiya ma tu to

banke jogi aayo

are samjha buddhu

manwa ki kutiya ma tu to

banke jogi aayo

prem ka panchhi faans liyo

main rup ka jaal bichhayo

lagi re lagan aisi

jaagi re agan rama

chhaliya more manwa tu hi bha gayo re

tu chhokariya ke

re re re re re uyi uyi

tu chhokariya ke jaalwa me

aise aa gayo

tu chhokariya ke jaalwa me

aise aa gayo

ho bina shaadi sasuralwa me

kaise aa gayo re

main chhokariya ke

ho main chhokariya ke jaalwa me

kaise aa gayo

ho main chhokariya ke jaalwa me

kaise aa gayo

Explore this song