Roman script

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma ma uye ma koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

mai baago ki bulbul

yeh hai baaj pahadi

mai najuk si kamini   

par ye ek anari 

na smjhe na soche 

na dekh na bhali 

naseeb mere fute 

pale jo iske pale

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma koi bachaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye

koi mila na jag me 

apni garaj se khali 

jisne najariya daali 

buri najariya daali 

jidhar se mai gujru 

nigaahe uad jaye 

jawaan dil thame to budhe muskaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

is choti si umar me 

dekhe lakh sikhari 

sab hai roop ke pyase 

raja ho ke bhikhari

har ek dilwala hai roop ka diwana 

ye reet hai purani 

yeh geet hai purana

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma ma  koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

jab chahe bedardi bhaiya kamar me daale 

de ke mohe hickoli 

gedwa jaise uchhale

mai it ut bhaagu 

wo sang sang dode

gajab hai ye julmi kahi na peecha chode 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma ma  koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma ma  koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

kal ek chhaliya bola

mere sang chal rani  

pag pag kahe lutaye 

yeh anmol jawani 

mai ghabra jau 

mile jo usse ankhiya

kare jo wo ishara

dar ke mori chhatiya  

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma ma  koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

jab jab beech bajariya 

ghungru kanke more 

daude daude aaye 

basti ke sab chhore  

koi hath mera pakde 

to hosh ud jaye 

mai chori chori bhagu to shor machaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

uye ma uye ma koi bachaye

uye ma uye ma ma  koi bachaye

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye 

ki chiraiya ko papi baj liyo jaye

Explore this song