Roman script

uthao jam masti me na dil todo diwane ka

ishara rat ka hai mastiyo me dub jane ka
uthao jam masti me na dil todo diwane ka
mile hai dil se dil to bich me ye duriya kyu hai

hamare darmiya sansar ki majburiya kyu hai
tumhara humsafar hu mai tumhe kya dar zamane ka
uthao jam masti me na dil todo diwane ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Mithun Chakraborty, Yogita Bali