Roman script

utha hai ek tufan sine mein hai kalatum

utha hai ek tufan sine mein hai kalatum

jee ho raha hai bechain duniya palt gayi hai

dil hai mera pareshan dil hai mera pareshan

utha hai ek tufan sine mein hai kalatum

kyu chand chhup raha hai bijali chamak rahi hai

main janti hu meri kismat par hans rahi hai

main janti hu meri kismat par hans rahi hai

main ho rahi hu hairan main ho rahi hu hairan

utha hai ek tufan sine mein hai kalatum

ye kaun janta hai kismat chamk ke meri

khamosh ho gayi hai khamosh ho gayi hai

nikale na dil ke arman nikale na dil ke arman

utha hai ek tufan sine mein hai kalatum

aayi khabar khushi ki ek aas ban gayi

ab hai game judai milne ki fir khushi hai

milne ki fir khushi hai

dil ho raha hai sada dil ho raha hai sada

utha hai ek tufan sine mein hai kalatum

Explore this song