Roman script

uss paar hai meri jaan 

uss paar hai meri jaan, iss paar bas jism hai

koyi ye bata de, mai kaha hu 

mai kaha hu

uss paar hai meri jaan 

uss paar hai meri jaan, iss paar bas jism hai

koyi ye bata de, mai kaha hu 

mai kaha hu

chaar diwaaro ki ghutan se, ji chhuda kar mai ye kahu

lab sile hai kaise kahu, dil me mere bas too hi too

koyi ye bata de, mai kaha hu 

mai kaha hu

saat rango ke safar me, haath teraa yu thaam kar

titali bankar mai udu, jamin par paanv rakhane se daru

tu hi ye bata de mai kya karu, kaise kahu

uss paar hai meri jaan 

uss paar hai meri jaan, iss paar bas jism hai

koyi ye bata de, mai kaha hu 

mai kaha hu, mai kaha hu

mai kaha hu

Explore this song