Roman script

uska naam hai piya

wo mangta hai dil mera uska naam hai piya

wo mangta hai dil mera kya karu karu mai kya

kya karu karu mai kya o chhod  hamko hai pata

dil to tumne de diya o chhod  hamko hai pata

dil to tumne de diya puchhti hai hamse kya

puchhti hai hamse kya uska naam hai piya

wo mangta hai dil mera 

mujhpe tum karo yakin karo yakin mujhpe tum karo 

mil gaye the ham kahi maine dil diya nahi

usne dil chura liya tune dil nahi diya

tune kuch nahi kiya wo kaise ban gaya piya

wo kaise ban gaya piya uska naam hai piya

isme mera dosh kya kya karu karu mai kya

kya karu karu mai kya uska naam hai piya

kaise mil gayi nazar 

mujhko nahi kuch khabar jo hua hua magar

meri marji ke bina tumko rab ka vasta

are dhundho koi rasta kya karu karu mai kya

kya karu karu mai kya ya to usko bhul ja 

ya to ho ja bewafa wo tujhko bhul jayega 

wo tujhko bhul jayega uska naam hai piya

jo bhi ho hua kare maine dil diya jise 

jaan dungi mai use faisla ye kar liya

sath denge ham tera is rog ki nahi dava

par karenge ham duva par karenge ham duva

uska naam hai piya wo mangta hai dil mera

uska naam hai piya wo mangta hai dil mera

Explore this song