Roman script

use hasna bhi hoga, use rona bhi hoga

use paana bhi hoga, use khona bhi hoga

subah shaam tanhaai mein, aahein bharega

har dil jo pyaar karega, har dil jo pyaar karega

har dil jo pyaar karega

use hasna bhi hoga, use rona bhi hoga

use paana bhi hoga, use khona bhi hoga

subah shaam tanhaai, mein aahein bharega

har dil jo pyaar karega, har dil jo pyaar karega

har dil jo pyaar karega

palkon ke mehke ghar mein, sapna banke palta hai

iski paagal dhadkan pe, zor koi na chalta hai

use jagna bhi hoga, use sona bhi hoga

use jeena bhi hoga, zehar peena bhi hoga

kisike haseen chehre pe, vo to marega

har dil jo pyaar karega, har dil jo pyaar karega

har dil jo pyaar karega

de ke chain kisiko, bechaini kyon leta hai

ye aisa deewana hai jo, ishq mein jaan bhi deta hai

use kehna bhi hoga, chup rehna bhi hoga

use dard-e judaai, yahan sehna bhi hoga

laakh jhukaaye koi, vo na jhukega

har dil jo pyaar karega, har dil jo pyaar karega

har dil jo pyaar karega, har dil jo pyaar karega

har dil jo pyaar karega

Explore this song