Roman script

us waqt kya kare koi us waqt kya kare

jab husn jawani josh nahi 

masti ke adaye hosh ho

jab husn jawani josh nahi 

masti ke adaye hosh ho

dil ko kuch kaha kare

us waqt kya kare us waqt kya kare koi

us waqt kya kare

jab sunane mein man cahnchal ho

jab armano mein halchal ho

jab sunane mein man cahnchal ho

jab armano mein halchal ho

aankh mein koi kaha kare

us waqt kya kare us waqt kya kare koi

us waqt kya kare

chand aur taro ka mela ho

aise mein koi akela ho

aise mein koi akela ho

jab madhur chandni hansa kare

us waqt kya kare koi

us waqt kya kare

jab dil mein koi tamnna ho

jab dil mein koi tamnna ho

aur dil ko uska pta na ho

aur dil ko uska pta na ho

jee aisa waisa hua kare dil kya kare

us waqt kya kare

us waqt kya kare

jab husn jawani josh nahi 

masti ke adaye hosh ho

jab husn jawani josh nahi 

masti ke adaye hosh ho

dil ko kuch kaha kare

us waqt kya kare

us waqt kya kare koi

us waqt kya kare

Explore this song