Roman script

us mast nazar pe padi jo nazar

kajre ne kaha mat dekho idhar

maine kaha mai to dekhunga

kajre na kaha dekho ji magar ai ji ulajh na jaana

kahi ulajh na jaana, kahi ulajh na jaana

dekho ji kahi ulajh na jaana

sundar mukhada nain suhaane

sundar mukhada nain suhaane

joban ke dwar pe jaise khade ho do mastane

jaise khade ho do mastane

bhari nazar se dekha kisi ne

bhari nazar se dekha kisi ne 

bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana

bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana

dekho ji kahi ulajh na jaana

kajre ki jori hanse chori chori

kajre ki jori hanse chori chori

jaadu nazar kaa chala ke

nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke

nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke

dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana

dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana

dekho ji kahi ulajh na jaana

Explore this song