Roman script

rabba tera shukriya 

upar wo uparwala uparwale ke baad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

upar wo uparwala uparwale ke baad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

upar wale ne sun li mere dil ki fariyad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

upar wo uparwala uparwale ke baad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

rab ne pyar banaya hai pyar ne phul khilaye hai

suraj chand sitaro ke pyar ne dip jalaye hai

pyar pe hi to rakhi hai is dunia ki buniyad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

tum itne khush lagte ho baat hai kya hairan hu mai

tum itne khush lagte ho baat hai kya hairan hu mai

mara ji or jaan hai tu bas tujhpe kurbaan hu mai

tujhko kuch ho jaye to mai ho jau barbad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

upar wo uparwala uparwale ke baad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

tum to pagal premi ho sache prem diwane ho

tum to pagal premi ho sache prem diwane ho

is dunia ke logo se lekin tum anjane ho

aise ek harjayi ne kar diya mujhe barbad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

hamko pyar mohabbat se koi shikayat or nahi

hamko pyar mohabbat se koi shikayat or nahi

lekin pyar mohabbat pe chalta koi jor nahi

hamko bhul gaye wo jinko hum karte hai yaad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

upar wo uparwala uparwale ke baad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

upar wale ne sun li mere dil ki fariyad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

upar wo uparwala uparwale ke baad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

mohabbat jindabad mohabbat jindabad

Explore this song