Roman script

kaisi lut machi duniya me

julmat ka rang gahra hai

chand sitare girvi hai

aur aaftab pe pahra hai

uparwale uparwale

uparwale julm ki sima tu bhi dekh jara

ab atyachari payenge maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza

uparwale uparwale uparwale

uparwale julm ki sima tu bhi dekh jara

ab atyachari payenge maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza

uparwale uparwale uparwale

yaha to jiski hasti hai

ye basti uski basti hai

yaha pe jivan mahanga hai

aur maut yaha pe sasti hai

maut yaha pe sasti hai

paap kare par phir bhi papi

maaf kar diya jata hai

maange jo insaaf yaha

saaf kar diya jata hai

saaf kar diya jata hai

rishwat dekar

rishwat dekar apradho ko

khai paat li jati hai

jo virodh karta hai uski

jibh kaat le jati hai

jibh kaat le jati hai

chalti firti

chalti firti lashe dikhi jivan nahi dikha

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

uparwale uparwale uparwale

uparwale julm ki sima tu bhi dekh jara

ab atyachari payenge maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza

uparwale uparwale uparwale

shaitano ka jamghat hai

is desh me ab insaan nahi

ye koi aur desh lagta hai

apna hindustan nahi

apna hindustan nahi

jane kab wo din hoga jab

soyi janta jagegi

ab apne adhikaro ko ye

murda basti maangegi

murda basti maangegi

lakwa maar gaya hai

lakwa maar gaya hai

inko apni hi pahchan nahi

ye mutthi bhar gunde hi to

pura hindustan nahi

pura hindustan nahi

gunge bahro

gunge bahro kabhi to sunlo

waqt ki sada

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

uparwale uparwale uparwale

uparwale julm ki sima tu bhi dekh jara

ab atyachari payenge maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza

uparwale uparwale uparwale

aurat hasti nahi chiz hai

mil ke baant li jati hai

in safed posho ke ghar se

khun ki badbu aati hai

khun ki badbu aati hai

rakshak hi bhshak ban baithe

badal chalan hai duniya ka

police officer, nata milkar

dekho daal rahe daka

shasan bana prakopi inki

anachar inka ghata

maila kar de maa ka aanchal

dhram nit ke nirmata

rajniti to vaishya ho gayi

bhrastachar badha

ab atyachari payenge maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza, maut ki saza

maut ki saza

Explore this song