Roman script

unse jo ha ha ha ha ha ha

unse jo saheb salamat ho gayi

unse jo saheb salamat ho gayi

ho gayi unse mohabbat ho gayi

ho gayi unse mohabbat ho gayi

unse jo saheb salamat ho gayi

jabse har zarre me wo

jabse har zarre me wo dikhne lage

jabse har zarre me wo dikhne lage

humko bhi ha hamko bhi sajdo ki aadat ho gayi

hamko bhi sajdo ki aadat ho gayi

unse jo saheb salamat ho gayi

ban gaya hai aaj kal har sans geet

ban gaya hai aaj kal har sans geet

ab to chup ab to chup rahna musibat ho gayi

ab to chup rahna musibat ho gayi

unse jo saheb salamat ho gayi

aankh lag kar lag saki na raat bhar

aankh lag kar lag saki na raat bhar

aankh lagna ek kayamat ho gayi

aankh lagna ek kayamat ho gayi

unse jo saheb salamat ho gayi

shamma se kahti hai parwane ki khak

shamma se kahti hai parwane ki khak

aag lag jane se thandak ho gayi

aag lag jane se thandak ho gayi

unse jo saheb salamat ho gayi

unse jo ha ha ha ha ha ha

Explore this song