Roman script

unpe dil aa gaya unpe dil aa gaya

ijhar karu ya na karu ijhar karu ya na karu

sochti hu main unhe sochti hu main unhe

pyar karu ya na karu

main pyar karu ya na karu

unpe dil aa gaya

le gaye ek najar me jo mera sabro karar

haye mera sabro karar

le gaye ek najar me jo mera sabro karar

haye mera sabro karar

fir kabhi unse najar fir kabhi unse najar

char karu ya na karu

main char karu ya na karu unpe dil aa gaya

aankho aankho me toh

ikarar mohabbat ke huye ikarar mohabbat ke huye

aankho aankho me toh ikarar

mohabbat ke huye ikarar mohabbat ke huye

baato baato me bhi

baato baato me bhi ikarar karu ya na karu 

main pyar karu ya na karu unpe dil aa gaya

samne unke nigaahe main utha sakti nahi

main utha sakti nahi

samne unke nigaahe main utha sakti nahi

main utha sakti nahi khwaab me aaye to

khwaab me aaye to didaar karu ya na karu

didaar karu ya na karu unpe dil aa aa gaya

unpe dil aa gaya ijhar karu ya na karu

ijhar karu ya na karu unpe dil aa gaya

Explore this song