Roman script

unki yaad bhula du kaise

apna aap mita du kaise

suna kar du jivan apna 

prem ki jyot bhuja du kaise

mann nahi mane haaye

mann mera dukh jaane

mann nahi mane haaye

mann mera dukh jaane 

naina se mein biyakhul jaker  naina se mein biyakhul jaker

mann mein unka pyar basakar  mann mein unka pyar basakar

kehte unse aankh chura lu 

kase dur hashu apna kar

mann nahi maane haaye mann mera dukh jaane 

chut rahi hai mann se o asha hai 

mann lut raha hai aur ye samjhaye

na wo mane na ye mane

na wo mane na ye mane

kon mera chupjane haaye mann mera chupjane

mann nahi maane haaye mann mera dukh jaane

Explore this song