Roman script

unke has dene par khud bhi muskura kar ro diya

ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya

wehshta ki meri bate dard aage thi jarur

dard aage thi jarur

haske bate karne wala muh firakar ro diya

ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya

jisne pucha hal kya hai uski surat dekhkar

uski surat dekhkar pahle thandi sans li fir 

sar jhuka kar ro diya

ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya

jisne ye halat banai wo bhi aaj hai arzu

wo bhi aaj hai arzu

chehra aye bimar se chadar hata kar ro diya

ek garib apna mukaddar aajzma kar ro diya ro diya

Explore this song