Roman script

Unka Kasoor Tha Na
Hamara Kasoor Tha
aakhyo me aakhe dalkar ke
dekha jarur tha
bas dekhte hi bas dekhte hi 
dil mera diwana ho gaya
haye pehali mulakat 
haye pehali mulakat 
ka bahana ho geya
dil ki bat lab pe aayi
aake rha gayi
dil ki bat lab pe aayi
aake rha gayi
lab jo bat kehna skye 
aakho keha gayi
haye aakho keha gayi
bas itni se
bas itni se
bat ka batana ho geya 
haye pehali mulakat 
haye pehali mulakat 
ka bahana ho geya
bas dekhte hi
jadugar nanwa ko maan gaye hum 
jadugar nanwa ko maan gaye hum 
pyar kisi kehte hai ye jana gaye hum 
haye jana gaye hum 
layo ajj to maaa
layo ajj to mahool bhi suhana ho geya 
haye pehali mulakat 
haye pehali mulakat 
ka bahana ho geya
bas dekhte hi
dil mera diwana ho geya 
haye pehali mulakat 
haye pehali mulakat 
ka bahana ho geya

Song details

Song video

Watch on YouTube