Roman script

unka ishara jaan se pyara

de gaya dil ko mere sahara

unka ishara jaan se pyara

karke mohabbat ka mujhse wada

keh diya ha ha mai hu tumhara

mai hu tumhara jaan se pyara

de gaya dil ko mere sahara

unka ishara jaan se pyara

jaise naya ek saz bajaya

jaise naya ek geet sunaya

jagi jagi jagi umange

chauki jawani dil ne pukara

jaan se pyara jaan se pyara

de gaya dil ko mere sahara

unka ishara jaan se pyara

khatam hua bachpan ka zamana

pee ki nagariya me ab hai jana

thodi si naiya or badha de

pas hai manzil wo hai kinara

jaan se pyara jaan se pyara

de gaya dil ko mere sahara

unka ishara jaan se pyara

Explore this song