Roman script

unhe haal apna batana padega 

unhe haal apna batana padega 

tadapata hua dil dikhana padega 

tadapata hua dil dikhana padega 

unhe haal apna batana padega 

mohabbat ki duniya me ae dil samjh le 

mohabbat ki duniya me ae dil samjh le 

wo jake kabhi to manana padega 

tadapata hua dil dikhana padega 

unhe haal apna batana padega 

chupaye se chupti nahi hai mohabbat 

chupaye se chupti nahi hai mohabbat 

mohabbat ko fir bhi chupana padega 

tadapata hua dil dikhana padega 

unhe haal dil ka batana padega 

nazar jab milegi kisi ki nazar se 

nazar jab milegi kisi ki nazar se 

haye to hatho se dil ko mitana padega 

tadapata hua dil dikhana padega 

unhe haal dil ka batana padega 

unhe haal dil ka batana padega

Explore this song