Roman script

unhe dil ne pukara hai sitaro tum na kho jana 

tumhara hi sahara hai sitaro tum na kho jana 

unhe dil ne pukara hai 

ye aankhe beksi ke aar pe apne hi daman par 

qayamat ko nazara hai tumhara hi sahara hai 

sitaro tum na kho jana unhe dil ne pukara hai 

aangan bhi humne ghera hai andhera hi andhera hai 

akela dil humara hai tumhara hi sahara hai 

sitaro tum na kho jana unhe dil ne pukara hai 

zid uthakar dupehlu me ki aaye aankh me aasu 

kisi ne dil ko paya hai tumhara hi sahara hai 

sitaro tum na kho jana unhe dil ne pukara hai

Explore this song