Roman script

arey jhumo nacho ye golden wedding hai aise insan ki 
jiski zindgani hai sachayi or iman ki arey suno arey suno 
uncle robart kya bole tumko uncle robart kya bole 
tumko dekh kar kyo aisa lagta hai
humko bhi shadi karna maangta ke 
humko bhi shadi karna maangta 
uncle robart kya bole tumko
uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai
humko bhi shadi karna maangta arey 
humko bhi shadi karna maangta 
humko bhi shadi karna maangta ke 
humko bhi shadi karna maangta 
arey ho tum satayis saal ke par lagte ho chhatis ke 
kehte ho kon sa gehu kis chaki me ho piste
haye haye uncle robart kya bole 
tumko dekh kar kyo aisa lagta hai
humko bhi shadi karna maangta ke 
humko bhi shadi karna maangta 
wife husband dono me dekho kitna pyar hai
fir kyu na gujare har din hi tayohar hai 
uncle robart kya bole tumko
uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai
humko bhi shadi karna maangta ke 
humko bhi shadi karna maangta 
chhodo tum kya shadi karega khali thandi aahe bharega 
shadi to humne kiya tha all bombay janta 
hum to dekho dunia se lad ke chhokari ka hath pakad ke
jaj ko sidha le pachucha bambay all bombay janta 
sala tumko khali pili
sala tumko khali pili bas ye bolta ke dil kehta hai ki 
tumko bhi shadi karna maangta ke 
tumko bhi shadi karna maangta 
uncle robart kya bole tumko
uncle robart kya bole tumko dekh kar kyo aisa lagta hai
humko bhi shadi karna maangta ke 
humko bhi shadi karna maangta

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Bonny Remedious, Kishore Kumar, Asha Bhosle