Roman script

are hey unchi-unchi baaton se kisi ka pet bharta nahi 
are hey hume jo salaam kare kabhi bhukha marta nahi 

mar jaoge o diwaano, mar jaoge 
mar jaoge o diwaano
jeena hai to humko maano
usko bhula do, jo tumhe yaad bhi karta nahi 
are hey unchi-unchi baaton se kisi ka pet bharta nahi 
are hey hume jo salaam kare kabhi bhukha marta nahi 
lo ye roti lo, ye paani 
humse ladna hai nadaani
lo ye roti lo, ye paani 
humse ladna hai nadaani
bigda hua nasib to aise badalta nahi 
are hey unchi-unchi baaton se kisi ka pet bharta nahi 
are hey hume jo salaam kare kabhi bhukha marta nahi 
are hey unchi-unchi baaton se kisi ka pet bharta nahi 
are hey hume jo salaam kare kabhi bhukha marta nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube