Roman script

uchi atari palang bichaya mai leti wo chupke se aaya 

uske aaye hua anand uske aaye hua anand 

ka sakhi sajan na sakhi chnd raat poonam ki gagan ka chand

kahe mukhri ho kahe mukhri chatur siyani kahe mukhri 

ho kahe mukhri ho kahri apni kahani kahe mukhri 

uchi atari palang bichaya mai leti wo chupke se aaya 

nikli thi mai bhar ke gagriya gher liya mohe beech dagariya 

bhiji mori sari bhij gayi deh bhiji mori sari bhij gayi deh 

ka sakhi pitam na sakhi meh bin mausam ka barsa meh 

kahe mukhri ho kahe mukhri chatur siyani kahe mukhri 

ho kahe mukhri ho kahri apni kahani kahe mukhri 

nikli thi mai bhar ke gaagriya 

lat bikhrave achra hatave ched kare aur hatha na aave 

mane na koi roka toka mane na koi roka toka 

ka sakhi balam na sakhi jhonka hay re natkhat pawan ka jhoka

kahe mukhri ho kahe mukhri chatur siyani kahe mukhri 

ho kahe mukhri ho kahri apni kahani kahe mukhri 

lat bikhrave achara hatave

sine se rahe har dam satke chumban le mora ang se lipat ke 

hay sine se rahe hardam satke chumban le mora ang se lipat ke 

sautan rah jaye man ko maar sautan rah jaye man ko maar 

ka sikha rasiya na na sakhi har babul babul ne diya sone ka har 

kahe mukhri ho kahe mukhri chatur siyani kahe mukhri 

ho kahe mukhri ho kahri apni kahani kahe mukhri 

sene se rahe har dam satke 

wah ri sakhi hame khub chhakaya na 

hak hamara dil dhadkaya na 

hum jane tere kitne yaar hum jane tere kitne yaar

ka sakhi kitne haa sakhi char chanda megh pawan aur haar

Explore this song