Roman script

socha tha ab naa yaad karenge unhe magar 

kuch bhi naa raha yaad wo jab yaad aa gaye 

un labo ki yaad aayi gul ke muskurane se 

jakhme dil ubhar aaye phir bahaar aane se

jaane thi gurez unko yaake sharam mehfil mein  

raat mujhse katraye wo najar milane se

raaz jo chhupaye the aaj sab pe jaahir hai 

jaahir hai jaahir hai  

raaz jo chhupaye the aaj sab pe jaahir hai 

kuch meri kahani se kuch tere fasane se

kuch meri kahani se kuch tere fasane se 

un labo ki yaad aayi gul ke muskurane se

zakhme dil ubhar 

zakhme dil ubhar aaye phhir bahaar aane se 

un labo ki yaad aayi gul ke muskurane se

haal jo hamara hai sab to unpe roshan hai  

phir batao kya hoga haal e dil sunane se

phir batao kya hoga haal e dil sunane se

un labo ki yaad aayi gul ke muskurane se

unko humse kya matlab

unko humse kya matlab 

humko kya garaz fayyaz

unko humse kya matlab 

humko kya garaz fayyaz

tark e ishq kar baithe hum to ek jamane se 

tark e ishq kar baithe hum to ek jamane se

un labo ki yaad aayi gul ke muskurane se

zakhme dil ubhar aaye phir bahaar aane se 

un labo ki yaad aayi gul ke muskurane se

Explore this song