Roman script

lut gayi ummido ki duniya 

lut gayi ummido ki duniya 

khun hua armano ka 

apno ne barbad kiya 

kya shikwa kare begano ka 

lut gayi ummido ki duniya 

bairi hai bedard jamana

bairi hai bedard jamana

har aansu hai ek fasana 

har aansu hai ek fasana 

sunne wala koi nahi hai 

dard bhare afsano ka

lut gayi ummido ki duniya 

khun hua armano ka 

apno ne barbad kiya 

kya shikwa kare begano ka 

lut gayi ummido ki duniya 

naav bhanwar mein door kinara

naav bhanwar mein door kinara

najar na aaye koi sahara

najar na aaye koi sahara

gaivan haran ko hara ?

lut gayi ummido ki duniya 

khun hua armano ka 

apno ne barbad kiya 

kya shikwa kare begano ka 

lut gayi ummido ki duniya

Explore this song