Roman script

umeed hogi koi 
ho raat dhale warna, koi aata nahi 
kisne ye pukara, umeed hogi koi 
ho raat dhale warna, koi aata nahi 
kisne ye pukara, umeed hogi koi 
jab bhi koi aahat si hoti hai 
jane kaisi dil me
ye ghabrahat si hoti hai 
jab bhi koi aahat si hoti hai 
jane kaisi dil me
ye ghabrahat si hoti hai 
koi lamha lauta hai bichara 
umeed hogi koi 
ho raat dhale warna, koi aata nahi 
kisne ye pukara, umeed hogi koi 
ankhein dhundhe saye aawajo ke 
soone soone chahre hai 
bas khali dawajo ke 
ankhein dhundhe saye aawajo ke 
soone soone chahre hai 
bas khali dawajo ke 
shayar koi hai kisne fir pukara 
umeed hogi koi 
ho raat dhale warna, koi aata nahi 
kisne ye pukara, umeed hogi koi

Song details

Song video

Watch on YouTube