Roman script

uljhi hun uljhi rama haye uljhi nazar kalkata ke bazar me 

mai to akeli mohe lage hain daar haye kalkata ke bazar me 

poti wala babu bolo kar ke ishaare ho aaja ho aaja aaja

poti wala babu haye topi wala babu bolo haye dadhi wala

dadhi wala babu bole kar ke ishaare ho aaja aaja aaja 

ram kasam sharmaau na jaau na jaau jaa jaa jaa jaa 

mujh akeli par hai sabki nazar kalkata ke bazar me

mujh akeli par hai sabki nazar kalkata ke bazar me  

uljhi hun uljhi rama haye uljhi nazar kalkata ke bazar me 

baala joban haye baala joban mora chadti jwaani meri 

kahti hai ankhiya dil ki kahani meri dil ki kahani 

chhota sa dil dole haye jaau kidhar kalkata ke bazar me

uljhi hun uljhi rama haye uljhi nazar kalkata ke bazar me 

mai to akeli mohe lage hain daar haye kalkata ke bazar me

Explore this song