Roman script

uljhan dil ki kya suljhe

jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz

uljhan dil ki kya suljhe

jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz

kuch kahna chahe kah na sake

chup rahna chahe rah na sake

aake zuba par kaanp rahi hai

ye kaisi aawaz dil ki ye kaisi aawaz

chup rehne se jee ghabraye

kehne se dil par ban jaye

kisko gum aur kaam uthaye

kisko gum aur kaam uthaye

ye kaisa andaz haye ye kaisa andaz

uljhan dil ki kya suljhe

jab kaha na jaye raz dil ka kaha na jaye raz

Explore this song