Roman script

ujad gaya sapno ka mandir

tufa utha wo dil ke andar

bahne laga ashqo ka samandar

maine dekha kaisa ye manjar

maine dekha kaisa ye manjar

dard banke sisakne lagi raat din

aansuo ki rawaani bani

pyaas banke labo pe saji

aaj aankho ka paani bani

na to maine likhi

na ye tune likhi

haye kaisi kahani bani, ho

haye kaisi kahani bani

haye kaisi kahani bani

haye kaisi kahani bani

Explore this song