Roman script

ujad gaya sansar 

mera ujad gaya sansar

aayi thi mai piya ke ghar me

prem pujaran ban mandir me

aayi thi mai piya ke ghar me

prem pujaran ban mandir me

dev hi chhod chala thukra kar

tod prem ka haar, ujad gaya sansar

ujad gaya sansar 

mera ujad gaya sansar

tut gaye tut gaye 

tut gaye sukh ke sab sapne

apne hi na rahe jab apne

apne hi na rahe jab apne

kuchal gayi aasha ki kaliya

kuchal gayi aasha ki kaliya

patjhad hui bahar

mera ujad gaya sansar

ujad gaya sansar

hay ujad gaya sansar

hoke bhi mai naar suhagan

vidhva si hu badi abhagan

hoke bhi mai naar suhagan

vidhva si hu badi abhagan

Explore this song